Chaiyaan Mein Saiyaan Ki (from "Khuda Haafiz") Lyrics song is sung by Jubin Nautiyal, Mithoon, Asees Kaur. The Hindi lyrics written by Mithoon and music composed by Mithoon. The four lines of this lyrics song are as follows "Pee mohe dhun tune aisi lagayi, Mann mein kahin tori preet jagayi, Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave, Aayi ve tohre paas main aayi". You can read the full Hindi lyrics song continue below.
SONG LYRICS INFO
SINGER: Jubin Nautiyal, Mithoon, Asees Kaur, Keshav Anand
MUSIC: Mithoon
LYRICIST: Mithoon
STAR'S: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics
Pee mohe dhun tune aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana
Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko
Akhiyan ve akhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Sajni yun hi tu rehna ji
Sajni yun hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Saiyaan ji