Pinjra Tod Ke Lyrics from Simran: The song is sung by Sunidhi Chauhan, featuring Kangana Ranaut while lyrics written by Priya Saraiya and music composed by Sachin Jigar.
About The Song:Singer: Sunidhi Chauhan
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya
Album: Simran (2017)
Stars: Kangana Ranaut
Label: T-Sereis
Pinjra Tod Ke Lyrics
Sitaron mein satara jo hai
Mere naam ka chamka abhi
Zameen pe hai yeh raoshni
Ya hai aasmaan,
Bikhra abhi
Jannat ke saaye
Jannat le aaye hai baahon mein
Ab zindagi jee..
Kismat ki dori jo
Bandhi woh kholi,
jeene chali
Main ab zinadagi
Pinjra tod ke, tod ke
Udd jaana hai
Baahein khol ke khol ke
Udd jaana hai (x2)
Woh hi hoon main
Ya hoon nayi
Ab kuch farak sa
Hai jeene mein
Utar gaya sukoon se
Jo koyi karz tha iss seene mein
Jannat ke saaye
Jannat le aaye
Mare waaste yeh kar loon yakeen
Ab iss pal ko
Itni darkhaast hai ki
Pal mein kahin ghum hona nahi
Pinjra tod ke tod ke
Udd jaana hai
Baahein khol ke khol ke
Udd jaana hai (x2)
lehrein khwaahishon ki dil mein
Mere beh chali..
Raahein woh puraani chhod ke
Ab main chali..
Pinjra tod ke, tod ke
Udd jaana hai
Baahein khol ke khol ke
Udd jaana hai (x2)
Also Like: Lagdi Hai Thaai from Simran