Barfani Lyrics

Barfani Lyrics from Babumoshai Bandookbaaz: The song is sung by Armaan Malik, featuring Nawazuddin Siddiqui while lyrics written by Ghalib Asad Bhopali and music directed by Gaurav Dagaonkar.

About The Song:
Singer: Armaan Malik
Lyrics: Ghalib Asad Bhopali
Music: Gaurav Dagaonkar
Album: Babumoshai Bandookbaaz (2017)
Stars: Nawazuddin Siddiqui, Bidita Bag
Label: Saregama

Barfani Lyrics

Yeh barfani raatein
Phighal jaane do, phighal jaane do
Yeh barfani raatein
Phighal jaane do, phighal jaane do

Sheet lehar si hain saanson mein
Aanch mile teri baahon mein

Sheet lehar si hain saanson mein
Aanch mile teri baahon mein
Aaj toh humein jal jaane do
Jal jaane do
Jal jaane do
Jal jaane do..

Yeh barfani raatein
Phighal jaane do
Phighal jaane do..

Jee uthun main zara
Tere honthon se hararat jo mile
Jo odh lun main badan tera
Bheege mann ko thodi raahat toh mile

Main barkha ki ek boonk hoon
Tapti zameen ko jo choom lun

Main barkha ki ek boond hoon
Tapti zameen ko jo choom lun
Bhaap mein mujhe dhal jaane do
Jal jaane do, Jal jaane do
Jal jaane do..

Sulge dil toh miley
Kapkapati dhadkanon ko garmiyan
Jazb ho iss tarah se hum
Jism bhi na humare darmiyan

Inn honthon pe jo nami
Ik arse se hai jami
Inn honthon pe jo nami
Ik arse se hai jami
Apne honthon mein ghul jaane do
Jal jaane do, Jal jaane do
Jal jaane do..

Yeh barfani raatein
Phighal jaane do, phighal jaane do