Waada Lyrics : The song is sung & music composed by Tony Kakkar featuring Nia Sharma and video directed by Faizal Miya Photuwale.
Song Detail:Track : Waada
Singer/Music/Lyrics : Tony Kakkar
Video : Faizal Miya Photuwale
Music Label : Desi Music Factory
Waada Lyrics
Waada tha har raat ka
Umar bhar saath ka
Tu aaya nahi saajna
Waadon ka kya hua
Waadon ka kya hua
Jo mere kuch karz the
Tere bhi kuch farz the
Tumhi to humdard the
Waadon ka kya huaa
Waadon ka kya huaa
Bewajah ishq mein sanam
Hum yun na jalte
Humko pata jo hota
Ishq na karte
Tune kaha tha aayega
Mujhe bhi intzaar tha
Tha mausam barsaat ka
Waadon ka kya huaa
Waadon ka kya huaa
Teri bewafai ka agar shikva na karte
Dard dilon ke sanam kam kaise karte
Aaj dil udaas hai
Sooni sooni si raat hai
Ashqon ki barsaat hai
Waadon ka kya hua
Waadon ka kya hua