- Song: Bawara Mann
- Singer: Jubin Nautiyal, Neeti Mohan
- Lyrics: Junaid Wasi
- Music: Chirrantan Bhatt
- Album: Jolly LLB 2 (2017)
- Stars: Akshay Kumar, Huma Kuraisi
- Music Label: T-Series
Bawara Mann Lyrics
Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhaar banke barse re (x2)
Aadhe se abhoore se bin tere hum huye
Pheeka lage hai mujhe saara jahaan
Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhaar banke barse re
Yeh kaisi khushi hai jo maum si hai
Aankhon ke raste hasnke pighalne lagi
Mannat ke dhaage aise hain baandhe
Toote na rishta judke tujhse kabhi
Toote na rishta judke tujhse kabhi
Sau balaaye le gaya tu sar se re
Naina yeh malhaar banke barse re
Main kaagaz ki kashti tu barish ka pani
Aisa hai tujhse ab yeh rishta mera
Tu hai to main hoon tu aaye beh loon
Aabhi hai duniya meri tere bina
Aadhi hai duniya meri tere bina
Jee uthi sau baar tujhpe marke re
Naina yeh malhaar banke barse re
Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhaar banke barse re