The Humma Song Lyrics from OK Jaanu (2017): The song is sung by Jubin Nautiyal, Shashaa Tirupati & Badshah. The music recreated by Badshah & Tanishk Bagchi and lyrics penned by Mehboob.
Singer: Jubin Nautiyal, Shashaa Tirupati & BadshahRecreated Music: Badshah, Tanishk Bagchi
Lyrics: Mehboob
Rap: Badshah
Music Label: Sony Music Company
Ok Jaanu (2017) Indian film directed by Shaad Ali and music composed by A.R. Rahman.It featuring Aditya Roy Kapoor and Shraddha Kapoor.
Original Song Credits: Hamma Hamma track from Bombay (1995): The song is sung by Remo, Swarnalatha & Suresh Peters, music composed by A.R. Rahman and lyrics written by Mehboob.
The Humma Song Lyrics
Ek ho gaye hum aur tum
Humma humma humma
To udd gai neende re
Hey humma...
Ek hogaya hum aur tum
To udd gai neendein re
Aur khanki payal masti mein
To kangan..
Ye pehli baar meile
Tumpe yeh dum nikle
Tumpe ye jawaani dheere dheere
Maddham machle re
Humma humma
Humma humma humma
Hey Humma humma..
Humma humma hummma
(Begin Badshah)
Mujhe dar iss baat ka hai bas
Ke kahin na ye raat nikal jaaye
Mere itne bhi paas tu aa mat
Kahin mere haathon se na baat nikal jaaye
Bolunga sach main jo de tu ijazat
Sabar bhi ab karne laga bagawat
Zulfein hain zaalim
Aur aankhein hain aafat
Lagta hai hone wali hai qayamat
Mat tadpa aise tu
Na kar na-insafi
Jo ghalti karne waala hun main
Uske liye pehle se hi mangta hun maafi
Ae...
Khilli chandni jaisa yeh badan
Janam mila tumko
Mann mein socha tha jaisa roop tara
Aaaya nazar humko
Sitam khili khuli
Yeh sanam gori gori
Yeh baahein karti hai yun
Humein tumne jab gale lagaya
To kho hi gaye hum
Humma humma
Humma humma humma
Hey Humma humma..
Humma humma hummma
Ek ho gaye hum aur tum
Humma humma hummma
To udd gayi neende re
Hey hamma..