Bolo Har Har Har - Shivaay Lyrics (Title song): A devotional song is sung by Mohit Chauhan, Sukhwinder Singh, Badshah, Megha Shriram Dalton & Anugrah and music given by Mithoon while lyrics by Sandeep Shrivashtava.
Singer: Mohit Chauhan, Sukhwinder Singh, BadshahMusic: Mithoon
Lyrics: Sandeep Shrivastava
Music On: T-Series
Bolo Har Har Har a title lyrics from Shivaay, directed & produced by Ajay Devgn. It starring Ajay Devgn, Sayyeshaa, Erika Kaar, Vir Das & Abigail Eames.
Shivaay Lyrics (Title Song)
Aag bahe teri rag mein
Tujhsa kahan jag mein
Hai waqt ka tu hi toh pehla pehar
Tu aakh jo khole toh dhaye kehar
To bolo har har har
To bolo har har har
Aadi na ant hai uska
Wo sabka na inka unka
Wohi hai maala
Wohi hai manka
Mast malang wo apni dhun ka
Antar mantar tantar gyani
Hai sarvagya swabhimani
Mrityunjay hai maha vinashi
Omkar hai isi ki vaani
Isi ki, isi ki, isi ki vaani
Isi ki, isi ki, isi ki vaani
Bhang dhatura bail ka patta
Teeno lok isi ki satta
Vish peekar bhi adig amar hai
Mahadev har har hai japta
Wohi shunya hai wohi ikayi
Wohi shunya hai wohi ikayi
Wohi shunya hai wohi ikayi
Jiske bheetar basa Shiva hai
To bolo har har har
To bolo har har har
Aghoranna paro mantra
Nasti tatvam guru param
Nagendra haraya Trilochanaya
Basmanga ragaya maheshwaraya
Nithyaya shudhaya digambaraya
Tasmai nakaraya namashivaya
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Mahadev ji trahimam
Sharngatam
Tvam rakshyamam
Shiva trahimam
Aakh moond kar dekh raha hai
Sath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liya jagat hai jhaanki
Jata mein Ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
Aag se jalna hai Kailashi
Shakti jiski dard ki pyasi
Hai pyaasi, haan pyaasi
Raam bhi uska, Ravan uska
Jeevan uska maran bhi uska
Taandav hai aur dhyan bhi wo hai
Agyaani ka gyaan bhi wo hai
Aankh teesri jab ye khole
Hile dhara aur Swarg bhi dole
Gunj uthe har disha kshitji mein
Naad usi ka bam bam bhole
Wohi shunya hai wohi ikaai
Wohi shunya hai wohi ikaai
Jiske bheetar basa Shiva hai
Tu hai Shiva tujhme Ishvar
Koi nahi yahan tera seeva
Uda raakh agni ko jwaala tu kar
Mita de andhere tu ban ke sehar
To bolo har har har
Ja jake Kailash ja kar vinaash
Ja jake Kailash ja kar vinaash
ja jaake Kailash ja kar vinash
Ja jaake Kailash srvanash (x2)
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhanki
Jatta mein Ganga
Chand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
(to bolo har har har)
Yaksha swaroopaya jatta dharaya
Pinaka hasthathaya sanathanya
Divyaya devaaya digambaraya
Tasmai yakaraya namashivaya
Darkhaast
Raatein
Tere Naal Ishqa