Behka Behka Lyrics

Behka Behka Lyrics by Aditya Narayan: A 2016 single song is sung, music composed & lyrics penned by Aditya Narayan. T-Series present Behka Behka song directed by Rahul Dorai.

Singer/Lyrics/Music: Aditya Narayan
Directer: Rahul Dorai
Music On: T-Series

Behka Behka Lyrics

Behka behka khoya khoya
Rehta hoon main
Kyun na jaga jaga
Aur na soya hoon main (x2)

Tere khyaal mein
Tere hi pyaar mein
Dooba booba sa main

Behka behka khoya khoya sa main
Kyun na jaaga jaaga aur na soya main (x2)

Tere khyaal mein
Tere pyaar mein
Dooba dooba sa main

Chalta chale
Dekhe na daayein na baayein
Phansta hai khud
Aur mujhko bhi yeh phansaye

Baawala hai bewakoofi karta hai kyun
Bina pankh ke ishq liye udta hai yun
Pagal hua mann teri hi wajah se
Pagal sa pagla hoon main

Behka behka khoya khoya sa main
Kyun na jaaga jaaga aur na soya main (x2)

Tere khayal mein
Tere pyar mein
Dooba dooba sa main

More track from Aditya Narayan:
1. Rab Di Kasam
2. Zindagi