Udan Choo lyrics from BANJO: Starring Riteish Deshmukh & Nargis Fakhri in lead roles. The song is sung by Hriday Gattani and music composed by Vishal-Shekhar while lyrics written by Amitabh Bhattacharya.
Singer: Hriday GattaniMusic: Vishal-Shekhar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music On: Eros Music
Udan Choo Lyrics
Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gai
Bhole sanam ke dhoke se dil pe waar kar gai
Jabse apni deke gayi naram chhu'an tu
Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neende
Saari rain udan choo (x2)
Ishq mein ek tarfa jo udhar kar gai
Tha main bada hi kaam ka bekar kar gai
Apni dhun mein karke gai mast magan tu
Udan choo hua hua,
mera chain udan choo
Udan choo rahe neende,
sari rain udan choo
Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera
Kya Khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera
De milan ka mauka dena
Yun sajna ko dhoka de na
Thode se din jo saath mein
Guzaar kar gai
Mere nayan ke sapne
Beshumar kar gai
Dheemi si jalti chhod gai
Aisi agan tu
Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neende
Saari rain udan choo
Aakhon ke teer mere jigar ke paar kar gai
Udan chu hua hua, mera chain udan chu
More of BANJO songs
BappaRada Rada
Pee Paa Ke
Rehamo Karam
Om Ganpataye Namaha Deva