Adhuri Zindagi Lyrics - Tera Suroor | Rituraj Mohanty
Adhuri Zindagi Lyrics of Tera Suroor : Starring Himesh Reshammiya & Farah Karimaee. The voice of Rituraz Mohanty and music given by Himesh Reshammiya.
SINGER: Rituraz MohantyMUSIC BY: Himesh Reshammiya
LYRICS: Sameer Anjaan
STARRING: Himesh Reshammiya, Farah Karimaee
FILM: Teraa Surroor (2016)
MUSIC ON: T-Series
Adhuri Zindagi Lyrics
Dil akela hai bada, haan
Kyun rahun main tanha, haan
Yeh ileja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai, tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai, tu karde muqammal (x2)
Dil akela hai bada, haan
Kyun rahun main tanha, haan
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhoori zindagi hai, tu karde muqammal
Adhoori zindagi hai, tu karde muqammal (x2)
Jab bhi kabhi falak pe nazar jo gayi
To socha na main har pal yehi
Tu hai khudaaya
Musalsal ye hi
Chale hai armaano mein bhi
Guftgun tune jo ki, dil ko rulaaya
Sajdon mein jab bhi
Tera hi naam leke ye sar jhukaaya
Tere hi ashqom mein maine
Hain kyun apna hi aks paya
Dil akela hai bada, haan
Kyun rahun main tanha, haan
Ye ilteja hai tujhse meri
Adhoori zindagi hai, tu karde muqammal
Adhoori zindagi hai, tu karde muqammal (x2)
Aksar yahaan mila hai sabko hi dagga
Magar mujhko hai mili teri panaahein
Phirta kahaan main dar dar tanha yahan
Jo rehti na yun mere sang teri duvaaye
Maazi ki yaadein chalti hain saath
Mushkil tujhe bhulana
Mujhko yeh raatein deti hain zakhm
Marham mujhe lagaana
Dil akela hai bada, haan
Kyun rahun main tanha, haan
Ye ilteja hai tujhse meri
Adhoori zindagi hai, tu karde muqammal
Adhoori zindagi hai, tu karde muqammal (x2)
More from Tera Suroor lyrics
Main Woh ChaandBekhudi
Teri Yaad
Wafa Ne Bewafai
Ishq Samundar (Reloaded)
Teri Yaad (Reprise)