Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics of Sanam Re, sung by Arijit Singh. The music directed by Amaal Mallik and lyrics penned by Manoj Muntashir. Starring Pulkit Samrat, Yami Gautam and Urvashi Rautela.
SINGER: Arijit Singh, Amaal MallikMUSIC BY: Amaal Mallik
LYRICS: Manoj Muntashir
CAST: Pulkit Samrat & Yami Gautam
MUSIC ON: T-Sereis
Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics
Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar huye ke ab jaana kahaan
Laapata huye saare raste
Dhundega hamein yeh zamana kahaan
Yeh sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jagah
Ho.. ye nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab Ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara (x2)
Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya naata hai kahan
Rookna theharna mujhko aata hai kahan
Yeh sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jagah
Yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Hmm neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun sama
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Yeh manmaniya meri
Lo mil gai aazaadiyan meri
Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jagah
Ye nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara (x2)
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar huye ki ab jaana kahaan
Laapata huye saare raste
Dhundhega humein ye zamaana kahaan
Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jagah
Ye nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
More from Sanam Re lyrics
Sanam Re (Title)Hua Hai Aaj Pehli Baar
Humne Pee Rakhi Hai
Tere Liye
Kya Tujhe Ye Dil Ye Bataye
Tum Bin
Chhote Chhote Tamashe
Akkad Bakkad