Yun Hai Lyrics

Yun Hai Lyrics of Yaara Silly Silly (2015). The song is sung by Neeti Mohan and music composed by Ankit Tiwari and lyrics written by Sandeep Nath. featuring Paoli Dam & Parambrata Chatterjee.

SINGER: Neeti Mohan
MUSIC BY: Ankit Tiwari
LYRICS: Sandeep Nath
MUSIC ON: Zee Music Company


Yun Hai Lyrics

Yun hai humare darmiyaan
Uljhi saanso ki garmiya
Yun hai humare darmiyaan
Uljhi saanso ki garmiya

Suljhaane de inn uljhano ko
Saari shaitani aajma le
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye

Yun hai humare darmiyaan
Uljhi saanso ki garmiyaan

Khili khili rangeeli, nasheeli hun main raja hari-bhari
Chhu le mujhe yahaan se wahaan se milegi masti har kahin (x2)

Suljhaane de inn uljhano ko
Saari shaitani aajma le
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye

Yun hai humaare darmiyan
Uljhi saanso ki garmiyan

Tu kya jaane main hun kya
Meri khatir aahein bhare sabhi
Main jawaan hun hansee
Khushiyan dungi tujhko nayi nayi (x2)

Suljhaane de inn uljhano ko
Saari shaitani aajma le
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye

Yun hai hamare darmiyan
Uljhi saanso ki garmiyan