Judaa Lyrics
Aansuon ne nazar me jagah banaayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Aansuon ne nazar me jagah banaayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Poori hoke bhi poori naa ho saki duaa
Tujhse judaa juda hua main judaa huaa
Mujhe khafaa khafaa yahaan mera khuda huaa (x3)
Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali khaali dil me ek dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya me koi nahi dawaa..
Tujhse judaa juda hua main judaa huaa
Mujhse khafaa khafaa yahaan mera khuda huaa (x3)
Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar me tha
Bewajah safar me tha
Pal do pal nazar me tha
Khaamakha bhatak gaya
Achcha bhala dil ghar mein tha
Kaise bin tere hogi yeh zindagi bataa
Tujhse juda juda hua main juda hua
Mujhse khafa khafa yahaan mera khuda huaa (x3)
Listen more from Ishqedarriyaan
IshqedarriyaanDas Dae
Mohabbat Yeh