Saad Shukrana Lyrics
Aa bhi jaa, raaton ki tarah
Aankhon mein neendon ki tarah
Aa bhi jaa, raaton ki tarah
Aankhon mein neendon ki tarah
Saame wahin miley hum thhe jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Kahaan hota hoon main poora
Kahaan se tu aye jaana shuru
Kaise suljhegi paheli
Jaisa main hoon waisi hai tu
Saame wahin miley hum thhe jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Aankhon-aankhon mein jaana
Teri aankhein yeh kya keh gayi
Mere paaon ke tale se
Jaise sadiyaan kayi beh gayi
Saame wahin miley hum thhe jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana sad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana sad shukrana
Woo.. wo....
More lyric from Mr. X movie
Tu Jo HainMr. X (title)
Teri Khusboo
Alif Se