Alif Se Lyrics - Mr. X | Ankit Tiwari & Neeti Mohan
Alif Se Lyrics
I dino meri ab saanson mein ho raha, kharch tu
Kar yakeen meri ab jeene ki ban gaya shart tu
Alif se ae par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se ae par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Dekh le mere alfaazo se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara meri aawazon ke tu
Saath saath behta rehta hai
Tu khudko dekh na paaye jahaan,
main wo jagah hoon
Main teri dhadkano ki gingiton ki bhi wajah hoon
Main teri dhoop me roshan hua qatra hoon koi
Na jiske pichhe koi raat ho,
main wo subah hoon
Tu wo subah hai
Alif se ae par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se ae par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Dekh le meri inn aankhon mein tu,
khwab se milta julta hai
Sach hai yeh har jagah neendon pe tu,
roz-roz ugta rehta hai
Main khud se hi judaa
Khud se ya khud main dhuaan hoon
Ki main hi ab nahi mujhme
Bata ki main kahaan hoon
Main tere khwaabon ke behte kinaaro pe khada hoon
Tu mud ke dekh le mujhko
Main tera hi nishaan hoon
Tu hi nishaan hai wo...
Alif se ae par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se ae par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
More lyric from Mr. X movie
Tu Jo HainMr. X (title)
Teri Khusboo
Saad Shukrana