Bharat Bhagya Vidhata Uth Lyrics of Amir Khan's TV serial Satyamev Jayate. The song is sung by Shankar Mahadevan, music composed by Ram Shampath and lyrics penned by Suresh bhatiya. The song is 5th episode of Criminalization Of Politics and 2nd season of Satyamev Jayate.
SONG: Bharat Bhagya Vidhata UthSINGER: Shankar Mahadevan
LYRICS: Suresh Bhatia
MUSIC: Ram Shampath
TV SERIAL: Satyamev Jayate (Season 2)
YRF Music
Bharat Bhagya Vidhata Uth Lyrics
Tin rang the
Ek chakr tha
Purkho ne jinhe tha sincha
Ek khwaab tha
Charkhe pe buna
Apne Watan Hindustaan
Hai Pukarta sunlo
Hai pukarta... hai pukarta sunlo
Ek khwaab tha
Ye khwaab bahut naazuk hai ji
Ye maangta hifaazat hai ji
Yeh aas liye hai khada
Hausle se humko ke raha
O Bharat bhagya vidhata, Uth
Mat mund re apni aankein, Uth
Zameen-o-aasmaan ki kasam
Tujhe watan ka haath uth
Ek khwaab tha
Charkhe pe buna
Apne watan Hindostan
Hai pukarta... hai pukarta sunlo
Hai pukarta.. hai pukarta sunlo
Ek khwaab tha...
Hai desh tera ghayal pada
Fariyaadi banke waqt khada
Hai faisla tere haathon mein
Kis mod mudega rasta
Punjab Sindh Gujarat Maratha
Dravid utkal banga, uth
Gaani hai tujhe jai gaatha, uth
Ek khwaab tha
Charkhe pe buna
Apne watan Hindostaan
Hai pukarta... hai pukarta sunlo
Hai pukarta.. hai pukarta sunlo
(O bharat bhagya vidhata, uth
Mat mund re apni aankein, uth
Zameen-o-aashmaan ki kasam
Tujhe watan ka haath uth
Punjab Sindh Gujarat Maratha
Dravid utkal banga, uth
Gaani hai tujhe jai-gaatha, uth
Bharat bhagya vidhata, Uth)
Kaun Madari Yahan kaun Jamura - Satyamev Jayate (Episode 4)