Jul 8, 2013

Kun Faya Lyrics - Rockstar | Mohit Chauhan

Kun Faya Lyrics

Kun Faya Lyrics from Rockstar (2011). The song is sung by Mohit Chauhan, AR Rahman & Javed Ali and music composed by A. R. Rahman while written by rshad Kamil.

Song Details:
Singer : Mohit Chauhan, AR Rahman, Javed Ali
Music : AR Rahman
Lyrics : Irshad Kamil
Film : Rockstar (2011)
Stars : Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri

Kun Faya Lyrics

Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khaalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khaalipan mein
Tere bin khali aaja khaalipan mein

Rangreza rangreza rangreza..
Ho.. rangreza rangreza..

Kun faya kun kun faya kun faya kun
Faya kun faya kun faya kun
Kun faya kun kun faya kun faya kun
Faya kun faya kun faya kun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha
Wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha
Wahi tha, wahi tha

Woh jo mujhme samaaya
Woh jo tujhme samaaya
Maila wahi wahi maaya
Woh jo mujhme samaaya
Woh jo tujhme samaaya
Maila wahi wahi maaya

Kun faya kun kun faya kun
Sadq allahu ali ul azeem

Rangreza rang mera tan mera mann
Le le rangaai chaahe tan chahe mann
Rangreza rang mera tan mera mann
Le le rangaai chaahe tan chahe mann

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O maula..
Maula.. aa..

Kun faya kun kun faya kun faya kun
Faya kun faya kun faya kun
Kun faya kun kun faya kun faya kun
Faya kun faya kun faya kun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha
Wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha
Wahi tha, wahi tha

Kun faya kun kun faya kun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rasooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
Salallah hu Alayhi Wasallam
Salallah hu Alayhi Wasallam

Ho mujhpe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujhse hi riha
Mujhse hi riha..

Mann ke mere yeh bharam
Kachche mere yeh karam
Leke chale hain kahaan main toh jaanu hi na

Tu hai mujhme samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujhme samaaya
Tere piche chalaa aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaaya
Main toh jag ko na bhaaya
Tune gale se lagaaya
Haq tu hi hai khudaaya
Sach tu hi hai khuaaya aa..

Kun faya kun kun faya kun faya kun
Faya kun faya kun faya kun
Kun faya kun kun faya kun faya kun
Faya kun faya kun faya kun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha
Wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha
Wahi tha, wahi tha

Kun faya kun kun faya kun
Sadq allahu ali ul azeem
Sadaqa-Rasooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
Salallah hu Alayhi Wasallam
Salallah hu Alayhi Wasallam

More Like: SHEHAR MEIN