Honeymoon Ki Raat Lyrics - The Dirty Picture | Sunidhi Chauhan

Honeymoon Ki Raat Lyrics

Honeymoon Ki Raat Lyrics from The Dirty Picture (2011). The song is sung by Sunidhi Chauhan, music directed by Vishal-Shekhar while lyrics by Rajat Aroraa.

Song Details:
Singer : Sunidhi Chauhan
Music : Vishal-Shekhar
Lyrics : Rajat Aroraa
Film : The Dirty Picture (2011)
Stars : Vidya Balan, Naseeruddin Shah, Emraan Hashmi, Tusshar Kapoor

Honeymoon Ki Raat Lyrics

Hmm...
Honeymoon ki raat hoti hai
Main wahi raat hoon
Uss raat mein joh baat hoti hai
Main wahi baat hoon
Hosh udaa de jo dilbar ka
Main wahi sharaab hoon
Kaamdev ka sutra padha hai
Main wahi kitaab hun
Main wahi kitaab hun

Banjo, si bajti hun
Khwabon mein sajti hun
Karle mere gentlemen kharabi zara
Whisky si chadhti hun
Hichki si phasti hun
Bannja mere gentlemen sharaabi zara

Bhool jaayein hum jo khud ko
Aisi meh tu pila de zara

Kamre mein andhera kar
Aankhon ko khol de
Jo bhi hai tere dil mein
Chupke se mehfil mein kaanon mein bol de

Khatre ka darr na kar
Har hadh ko todh de
Zara sa aage badh
Tu na mujhse aise lad
Tu sab mujhpe chhod de

Sapna jis mein main na hun
Main ho main hun
Main ho main hun
Mujhme meh tu mila de zara

Har jalwa mere qaatil
Main honthon se dasti hun
Sss..
Chhuri si chubhti hun
Goli si lagti hun
Zehar si chadhti hun
Har tann pe sajta hai jao
Main aisa sona hun
Jalaa ke jo na jale
Bujha ke jo na bujhe
Main aisa shola hoon

Hey jalaa
Kala hai, Mela hai
Ganda hai, bala hai
Jeena wo jisme main na hun
Main hi main hun
Main ki main hun
Mujhme main tu mila de zara

Hmm.. honeymoon ki raat hoti hai
Main wahi raat hoon
Uss raat mein joh baat hoti hai
Main wahi baat hoon
Hosh udaa de jo dilbar ka
Main wahi sharaab hoon
Kaamdev ka sutra padha hai
Main wahi kitaab hun
Main wahi kitaab hun

Banjo, si bajti hun
Khwabon mein sajti hun
Karle mere gentlemen kharabi zara
Whisky si chadhti hun
Hichki si phasti hun
Bannja mere gentlemen sharaabi zara

Also Like: ISHQ SHUFIYANA